09-22-2017, 02:58 PM
lo je T20 kay baad ab pesh khidmat hai 4 din ka test match. je haan South Africa aur Zimbabwe ka jo Boxing Day par test match honay ja raha hai woh 4 din ka day and night test match ho ga.
ab sawal ye paida hota hai kay kia ICC is ko test ka darja day ge!?? is baat ka faisla abhi ICC nay nahi kia aur Cricket South Africa ke darkhawast par un ke meeting honi hai October main jis main woh faisal karain gay kay is match ko test ka darja dena hai ya nahi.
wese to ye abhi experiment kay tor par ho raha hai lekin kahin ye agay ja kar trend he na ban jaey kyu kay 4 din main test match ka result ana thora mushkil ho ga.

![[Image: sean-williams-6282.jpg]](http://st3.cricketcountry.com/wp-content/uploads/2014/08/sean-williams-6282.jpg)